Duniya Badal Gayi Lyrics - Babul (1950) - Hindi Movie Song - Lyrics Views : 111
Tagged in : Lyrics
0 0
Send mail
Duniya Badal Gayi Lyrics - Babul (1950) - Hindi Movie Song

duniyaa badal gayee, meree duniyaan badal gayee
tookaden huye jeegar ke, chhuree dil pe chal gayee
duniyaa badal gayee, meree duniyaan badal gayee
ayesee chalee hawaa ke khushee dukh mein dhal gayee

dil khaak ho gayaa, ye kisee ko khabar nahee
sab ye samaz rahe hai, tamannaa nikal gayee

barabaad ho gayaa meree ummeed kaa chaman
jis daal par kiyaa thaa baseraa wo jal gayee



Duniya Badal Gayi Lyrics - Babul (1950) - Hindi Movie Song
By MrBeans, On - 2010-02-18



    Login to add Comments .