Chand Taaron Mein 2 Lyrics - 2 October - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-02-16 08:34:54

Chand Taaron Mein 2 Lyrics - 2 October - Hindi Movie Song

Dil ke aaine mein, tujhko saja liya,
jab se maine tujhko apna bana liya...
Chand taaron mein nazar aaye chehraa tera,2x
jab se mere dil pe hua hai sanam pehra tera,

Ek tujhe ke dil apna ghar banana hai,
teri khatir sab hi hadhon se guzar jaana hai 2x
tujhse lipta rahoonga bankar, kangna tera...

Chand taaron mein nazar aaye chehraa tera,2x

Pyaar mein hum sanam yeh saara,jag bhula deinge,
mar ke bhi waade chahaton ke, hum nibhaa deinge 2x
Jaan se bhi mujhe hai pyaara, sajna mera....

Chand taaron mein nazar aaye chehraa tera,

submitted by Alishba Arslan

Chand Taaron Mein 2 Lyrics - 2 October - Hindi Movie Song

Tagged in:

1043
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments