Jaanam (female Slow) Lyrics - Kudiyon Ka Hai Zamana - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-03 17:29:21

Jaanam (female Slow) Lyrics - Kudiyon Ka Hai Zamana - Hindi Movie Song

aankhon mein door tak aankhon mein koi kahi nahi
faili hai mailo tak faili hai judaai yahi tak nahi
suni suni ho gayi dil ki har gali
sannato ki bhid si bas hai ab lagi
badhati hi jaa rahi hai tanhaaiyaa meri
dhundhali si ho rahi hai parchchaayiyaa meri
khud se judaa main ho gayi
gum ke jaahaan mein kho gayi
sab khoke bhi kuch naa milaa
kar tak naa saki koi shikavaa gilaa


Jaanam (female Slow) Lyrics - Kudiyon Ka Hai Zamana - Hindi Movie Song

Tagged in:

595
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments