Shyam Diya Lyrics - One Fine Monday - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-09 11:42:31

Shyam Diya Lyrics - One Fine Monday - Hindi Movie Song

(Shyam diya tha naam mujhe
Bina mila aaraam mujhe
Duniya pe raaj basaau.. main.. bas
Yahi diya tha kaam mujhe) - 2
Ma ma ma ma..... miya - 4

Gyara shan mein gyara goli
Phir bhi chalati apani boli
Ha ha how sweat

(Gori ki god se aaya tha main
Chand lakire hi laaya tha main) - 2

Bada shehar tha chhota sa nukkad mera..
Usipe pehle chhaya tha main
Ma ma ma ma..... miya - 4

Shyam naam hai mera bhulane ka nahi

(Goli chali bas ik din
Ik gunj machi tufaano ki) - 2

Ik nayi prabha ne janam liya..
Bas gayi nagari haiwaano ki..
Ma ma ma ma..... miya - 4

yeh ganya hush cher daal saalon ko
Aaj din kaun sa be monday bhaai
yeh bhaai yeh kya ho raha hai...

(Itihaas ke panne palat gaye,
Yug aaye bhaaye beet gaye) - 2

Bada shehar tha chhota sa nukkad mera...
Sabe toh apane jeet gaye
Ma ma ma ma..... miya - 4

(Shyam diya tha naam mujhe
Bina mila aaraam mujhe
Duniya pe raaj basaau main bas
Yahi diya tha kaam mujhe) - 2
Ma ma ma ma..... miya - 4



Shyam Diya Lyrics - One Fine Monday - Hindi Movie Song

Tagged in:

547
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments