Sargarmiyan Lyrics - Wafa - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-11 11:02:51

Sargarmiyan Lyrics - Wafa - Hindi Movie Song

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar
Bhatkaav Par Dil Hai Mera
Baahon Mein Aa...Humsafar

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar
Bhatkaav Par Dil Hai Mera
Baahon Mein Aa...Humsafar

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho

Aankhon Mein Kuch Likha Hai
Padh Le Zara O Deewaane..
Ye Berukhi Hai Kisliye
Aaja Baahon Mein..

Chaahat Ke Ban Jaane De..
Bante Hain Jo Fasaane..
Dil Naa Jala Jaane Wafaa
Aaja Baahon Mein

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar
Bhatkaav Par Dil Hai Mera
Baahon Mein Aa...Humsafar

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho

Raks Hai Dil Mein Parmaa Sa..
Lamha Yeh Kaisa Aaya
Dil Ka Mere Aalam Ye
Pehle To Na Tha..

Sar Se Lekar Paaon Tak
Kaisa Nasha Hai Chhaaya
Aisa Mera Haal Kabhi
Pehle To Na Tha..

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar

Sargarmiyan Saans Mein Hai
O Hamnavaa Kis Kadar
Bhatkaav Par Dil Hai Mera
Baahon Mein Aa...Humsafar

Sargarmiyan...Ho
Sargarmiyan...Ho


Sargarmiyan Lyrics - Wafa - Hindi Movie Song

Tagged in:

649
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments