Remote Ko Baahar Phek Lyrics - Rann - Hindi Movie Song

by MrBeans 2010-06-12 10:35:37

Remote Ko Baahar Phek Lyrics - Rann - Hindi Movie Song

Dekh dekh news breaking news - 4 times
Remote ko baahar phek, sirf mera hi channel dekh
Remote ko baahar phek phek, sirf mera hi channel dekh o
dekh
Doosre channel par please matt ja, varna mera TRP gir
jaayega
Aae .. dekhte raho masala news, khabren tadka laga ke
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe

//News
Share bazaar mein haha kaar
Thehre ab bazaar, ek hazaar sattar point girne ka record
Shukar vaar ki subah khadi sakata, jaise hi nau baj kar
pachpann minute (9:55) par pahuncha sab ki saansein
thami ki thami reh gayi
Bazaar bahut jald upar ki raah lega
Break ke baad aapko hum aur khabar dikhaayenge
Kal shehar mein lagataar bomb footey, to aayi dekhte
hain diwali ka khaas karaya karam abhi
Filmo ke jaane maane producer ka dil toota, heroine ne
poore kapade pehan ne ki maang ki
Sailaab mein hui tabaahi ki tasveere pesh hain
Sutron ke mutabik iss ke peeche bhi videshi desh hai
//News

Garam garam khabrein tujhke sabse pehle hum denge
Aur agar koi khabar na ho to kuch na kuch bana denge
Hume news dikhane ki nahi, bas baichne ki hai zaroorat
Hum ameer bante jaate hain, tum bewkoof bante ho fukad
Maine kab kaha main sach bolta, tum bhi kahan sach sunn
na chahte
Maine kab kaha main sach bolta, tum bhi kahan sach sunn
na chahte
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Dekh dekh news breaking news - 4 times

//News
Thanks for joining us with the latest for our top news
just coming in thanks
18 bombs were found and defused in the city yesterday
and on Sunday, 2 cars with explosives were also found in
Surat
Thanks very much, its a partially cloudy day in Delhi,
the minimum temperature will be same as yesterday at 28
degrees celsius but humidity levels are still very high
That brings us to the end of this bulletein, Thanks for
watching

//News
Comments ko tod marod ke
Sansani fai laa dete hain
Hum jis se jo bhi chaahe
Jol se bulwa lete hain
Ab kitna sach hai kitna jooth, chodo na kya farak padta
hai
Horror, drama, romance, comedy full entertainment hota
hai, full entertainment hota hai
Arrey hum bhi khush aur aap bhi kush rahe
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Remote ko baahar phek, sirf mera hi channel dekh
Doosre channel par please matt ja, varna mera TRP gir
jaayega
Aae .. dekhte raho masala news, khabren tadka laga ke
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe



Remote Ko Baahar Phek Lyrics - Rann - Hindi Movie Song

Tagged in:

631
like
0
dislike
0
mail
flag

You must LOGIN to add comments